8 Ayse vichaar jo aapko bnaye adarsh vyakti
1. Mehant itni khamoshi se kro ki safalta shor macha de.
2. Intjaar karna band kro , shi samay kabhi nhi aata.
3. Agar aap chahte hai ki , koi kaam achhe se ho to use khud kijiye.
4. Jiwan apne tareeke se jeena hai to kbhi kisi ke fan na bne.
5. Aapka khus rahna hi aapka bura chahane walo ke liye sabse bdi saja hai.
6. Jis vyakti ne koi galti nhi ki usne kbhi kuch nya karne ki koshish bhi nhi ki.
7.Jab galti apni hoti hai to humse bda koi wakil nhi hota hai aur jab galti dusro ki hoti hai to humse bda koi judge nhi hota.
8. Dusron ko sunane ke liye apni aawaj uchi mat kariye, balki apna vyaktitwa itna ucha bnaye ki aapko sunne ke liye log minnte kren.
Comments
Post a Comment